बुधवार, 30 जून 2010
naksali
desh ki naksali samasya ko hum pata nhai kyu gambhir visay nahi mante agar isi tarah se hum ise bahut halke mei lete rahe to ye hamare liye desh me shreelanka jaise halat paida kar degi. humare neta roj meeting karte hai , aur roj baatein hoti hai aur parinam wahi dhak ke teenpat . naksali roj narsanghar karke humari sarkar ko chidha dete hai . dekho humne fir wahi kiya jo hum chahate the .akhir hum is jad mei kyu nahi pahuchte ki akhir ati pichde jangal mei hatyar pahuchte kaise hai . kaha se milte hai unhe atyadhunik hatyar . sabse pehle hume un sroto ko khojna hoga .
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें